歌词
Teri tasveer bana kar rungg bharun
Har pal ko teri jaageer karun
Neendon ke bina raatein meri
Kis sapnay ki taabeer karun
♪
Kuch bhi na dikhay, ghayab jo tum
Andheyron pe tehreer likhun
Aajao agar saansein meri
Peiron ki tere zanjeer karun
♪
Raasta konsa, jo chunuun tou le jaaega
Uss nagar, uss jagah, jahan yaar hai jaaker chupaa
Ab bata, aey khuda