歌词
HK: o neend na mujh ko aae,
Dil mera ghabaraae
Chup ke chup ke, koi aa ke,
Soya pyaar jagaae
Lata: o neend na mujh ko aae,
Dil mera ghabaraae
Chup ke chup ke, koi aa ke,
Soya pyaar jagaae
HK: soya hua sansaar hai,
Soya hua sansaar
Main jaagun yahaan,
Tu jaage vahaan,
Ek dil men dard dabaae
Both: o neend na...
Lata: ek beech men deewaar hai,
Ek beech men deewaar
Main tadapun yahaan,
Tu tadape vahaan,
Haay chain jiya ko nahin aae
Both: o neend na...
HK: main hun yahaan beqaraar
Tu hai vahaan beqaraar
Main gaaun yahaan
Tu gaaye vahaan
Dil ko dil bahalaae