歌曲 / 歌词

Awargi Barange

Listen on Apple Music

歌词

Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi
Zooq-e-Nazar Mile Tou Ye Duniya Buri Nahi
Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi
...
Kehte Hain Teri Zulf-e-Pareshaan Ko Zindagi
Aey Dost Zindagi Ki Tammanna Buri Nahi
Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi
...
Hai Naakhuda Ka Meri Tabaahi Se Waasta
Main Jaanta Hoon Niyat-e-Dariya Buri Nahi
Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi
...
Is Rehzan-e-Hayaat Zamaane Se Door Chal
Mar Bhi Gaye Tou Chaadar-e-Sehra Buri Nahi
Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi
Zooq-e-Nazar Mile Tou Ye Duniya Buri Nahi
Aawargi Barang-e-Tamasha Buri Nahi