歌词
Ahl-e-talab aja tum ko bulai ahed Allah
♪
Zikr se burh ke nahin hai amal koiee hai farman-e-rasool Allah
Nijaat milti hai unko yaqeenan karein jo qalb se zikr Allah
♪
Zikr se sur kat-ta hai Nafs ka beshaq zikr hai saif-ullah
♪
Zikr aman hai zikr hai fatah zikr shifa hai zikr hai dawa
♪
Allah ho baqimil qule fani aur fana hai sub wo muqab-Allah
Hasb-e-Rabi Jallallah, maafi-qalbi gher-ullah
Noor-e-Muhammad sallallah, haq laillaha illallah
Hu... Allah hu... Allah hu
Hasb-e-Rabi Jallallah, maafi-qalbi gherullah
Noor-e-Muhammad sallallah, haq laillaha illallah
♪
Har gul mein har rooh mein, har shey mein noor-ullah
♪
Har dil mein har pal mein reh zikr-e-illallah
♪
Zikr hai behtar nafrat se zikr hai behtar ghaflat se
Zikr hai behtar hujat se zikr hai behtar gheebat se
♪
Ya Qayum ya Qayum Ya Qayum
Ya Awal Ya Akhir, Ya Awal Ya Akhir
Ya Halleem ya Kareem Ya Azeem ya Raheem
Ya Rahman ya Subhan ya Adnan ya Mannan
Ya Zol Jallal wal iIkram Ya Zol jallal wal Ikaram