歌曲 / 歌词

Ek Pal Ke Liye

Listen on Apple Music

歌词

Ek Pal ke liye hi sahi
Ghadiya humko mili
Makhmali pyaar ki
Is ek pal ko jee le zara
Ye lamhe phir mile na mile
Kho jaane de sabhi duriyaan, faasle
Aa dil mila le aur paas aa
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Kyun, tapte hai hum
Bahar khadi fizayeen sard hain
Chubhti hai ye dhadkan
Dik ki ragho me phir se dard hai
Kitne fasaane tumhe hai sunane
Abhi to mila hai waqt zara
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Hain khushboo bhari
Dheemi si roshni chiraag ki
Teri hi deewangi
Tujhpe fida fida hai har khushi
Palko se palke zara chhu ke dekho
Inme kitna ashq bhara
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Ek Pal ke liye hi sahi
Ghadiya humko mili
Makhmali pyaar ki
Is ek pal ko jee le zara
Ye lamhe phir mile na mile
Kho jaane de sabhi duriyaan, faasle
Aa dil mila le aur paas aa
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher
Phir kya ho kya khabar
Dekha hai kisne kal
Aa raat rok le
Phir ho na jaaye seher