歌词
Bheed Mein Tanhaai Mein
Pyas Ki Gehraai Mein
Dard Mein Ruswaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
Geet Mein Shehnaai Mein
Khwaab Mein Purwaai Mein
Dhup Mein Parchaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
Bheed Mein Tanhaai Mein
Pyas Ki Gehraai Mein
Dard Mein Ruswaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
(Teri Chaahatein Meri Zindagi
Tere Pyar Ko Main Bhula Na Saku) - 2
♪
Karu Koshishen Bhale Raat Din
Tere Aksa Ko Main Mita Na Saku
Pyas Ki Gehraai Mein
Bheed Mein Tanhaai Mein
Dard Mein Ruswaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
Geet Mein Shehnaai Mein
Khwaab Mein Purwaai Mein
Dhup Mein Parchaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
(Kabhi Khwaab Mein Socha Na Tha
Jeena Padega Tujhe Chhod Ke) - 2
♪
Sanam Jo Tera Ishaara Mile
Chali Aaun Saari Kasam Tod Ke
Zulf Ki Nanaai Mein
Bheed Mein Tanhaai Mein
Dard Mein Ruswaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
Bheed Mein Tanhaai Mein
Pyas Ki Gehraai Mein
Dard Mein Ruswaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
♪
Geet Mein Shehnaai Mein
Khwaab Mein Purwaai Mein
Dhup Mein Parchaai Mein
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2
Mujhe Tum Yaad Aate Ho - 2